Ya baba Lyrics - Sunidhi Chauhan, Shaan
Hindi song Ya Baba has taken from movie My Name Is Anthony Gonsalves and sung by Shaan, Sunidhi Chauhan. Hindi song Ya baba Lyrics has written by Sameer and music has given by Pritam Chakraborty. It has directed by E. Niwas and published by T-Series.
Song Credits :-
Singers - Shaan, Sunidhi Chauhan
Song Lyrics - Sameer
Movie - My Name Is Anthony Gonsalves
Music - Pritam Chakraborty
Music Director - Pritam Chakraborty
Director - E. Niwas
Music Label - T-Series
![]() |
| Ya baba Lyrics - Sunidhi Chauhan, Shaan |
Ya baba song Lyrics
Salame dil ya baaba, salame jaan ya baaba
Teri mehfil ya baaba, tere armaan ya baaba
Jara main pyaar karloon, jara deedaar karloon
Nashile hai mere sapne, nashe mein tu
Ya baabaa feel the beat now, ya baabaa feel the heat now
Ya baabaa feel the beat now, ya baabaa ya baabaa

Meri tamanna ke mere khayaalon ke laaakhon deewaane bane hain
Meri muhabbat ke meri jawaani ke laakhon fasaane bane hain

Koyi bhi mujhsa yahaan kahaan, yeh baat jaan le o jaan e jaana
Ya baabaa feel the beat now, ya baabaa feel the heat now
Ya baabaa feel the beat now, ya baabaa ya baabaa
Ya baabaa feel the beat now, ya baabaa feel the heat now
Ya baabaa feel the beat now, ya baabaa ya baabaa
Raaste hai kahaan mere, manjilein hai kahaan meri
Ja rahein hai kadam kahaan, na mujhe hai khabar koyi na hai pata
I luv u when u moving to the groove, ???
Chaahu jise chaahu usake kareeb aau, aake nazar mein basaalu
Yun hi andhere mein baahon ke ghere mein, main chori se dil ko churalu

Main hasin ehsaas hoon sanam, jo kabhi na bujhe woh pyaas hoon
Ya baabaa feel the beat now, ya baabaa feel the heat now
Ya baabaa feel the beat now, ya baabaa ya baabaa
Ya baabaa feel the beat now, ya baabaa feel the heat now
Ya baabaa feel the beat now, ya baabaa ya baabaa
Salaame dil ya baaba, salaame jaan ya baabaa
Teri mehfil ya baaba, tere armaan ya baabaa