Breaking

Tuesday, November 26, 2019

Shaamein Lyrics - Armaan Malik | Broken But Beautiful Season 2

Romantic hidi song Shaamein has sung by Armaan Malik  and music has given by amaal Malik.  Hindi Song Shaamein lyrics has written by Manoj Muntashir and Published by Zee5.

Full Video Song

Posted on November 26, 2019

Song Credits :-Song - ShaameinSinger - Armaan MalikMusic - Amaal MallikLyrics - Manoj MuntashirLabel - Zee5

Romantic hini song Shaamein has sung by Armaan Malik  and music has given by amaal Malik.  Hindi song Shaamein lyrics has written by Manoj Muntashir and Published by Zee5.
Shaamein Lyrics - Armaan Malik  | Broken But Beautiful Season 2


Shaamein Song Lyrics


Tum kuch kaho
Na hum kuch kahein
Haan yuhi baat hoti rahein

Nazdeekiyan thodi bada le
Chalo aao milke chura le

Shaamein kai aisi shaamein
Chalo hum chura le
Kai aisi shaamein

Shaamein kai aisi shaamein
Chalo hum chura le
Kai aisi shaamein

Sadiyon se maine band kiye jo
Darwaaje dil ke wo khule subah
Seene mein mere paththar sa tha jo
Karne laga wo ab tujhse pyaar

Kiya khud ko tere hawaale
Chalo aao milke saza le

Shaamein kai aisi shaamein
Chalo hum chura le
Kai aisi shaamein

Shaamein kai aisi shaamein
Chalo hum chura le
Kai aisi shaamein


Shaamein..
Kai aisi shaamein...
Oo.....ho....