Breaking

Wednesday, July 24, 2019

Yaara Lyrics – Mamta Sharma | Latest Hindi Song

Latest Songs Lyrics | Good Songs Lyrics | Beautifull Lyrics | New Songs Lyrics

     Yaara Lyrics – Mamta Sharma

                                           Full Video Song

Posted on July 24, 2019


Yaara Lyrics has sung by Mamta Sharma accomplishment Manjul Khattar, Arishfa Khan and Ajaz Ahmed with her. Its music and verses has given by Bad-Ash and video is coordinated by Akshay K Agarwal.



Song Credits :-
Song – Yaara
Singers – Mamta Sharma
Music – Bad-Ash
Lyrics – Bad-Ash


Yaara Lyrics



Main chahun tujhe
Kisi aur ko tu chahe yaara
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyar karun main yaar tujhe enna sara
Ek janam hai kya
Sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal har dua mein
Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau bar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain

Jab sochun tujhe sochun
Yehi kaam karte hai
Aaye jo tujhe hichki
Hum yaad karte hain
Tere door jaane se
Din raat darte hain
Tere door jaane se
Din raat darte hain

Main sochun tujhe
Kisi aur ko tu soche yaara
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyar karun main yaar tujhe enna sara
Ek janam hai kya
Sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal har dua mein
Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain

Keh diya sab kuchh par kuchh to baaki hai
Mujhko to teri ik nazar hi kafi hai
Jismein hai tu razi usmein hi main raazi
Jismein ho tu razi usmein hi main raazi

Main dekhun tujhe
Kisi aur ko tu dekhe yaara
Ab pyar nahi hoga humse phir dobara
Pyar karun main yaar tujhe enna saara
Ek janam hai kya
Sau janam bhi hai tujhpe vaara

Har pal har dua mein
Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain

Dua mein tujhe yaad karte hain
Sau sau baar karte hain
Mile har janam tu hi humko
Yehi fariyad karte hain

Yaara Lyrics