Breaking

Tuesday, June 25, 2019

Kabhi toh paas mere aao Lyrics - Atif Aslam | Top Hindi Song

Kabhi toh paas mere aao Lyrics - Atif Aslam




Kabhi To Paas Mere Aao sung by Atif Aslam. Atif Aslam is a Pakistani singer and actor. Atif Aslam first album titled Jal Pari was released 17 July 2004

Kabhi toh paas mere aao Lyrics

Teri yaadein, mulakaatein
Main kaise bhulu chahat ki woh barsaatein
Teri yaadein, mulakaatein
Main kaise bhulu chahat ki woh barsaatein

Tuhi mera dil hai, tuhi meri jaan
Tuhi mera dil hai, tuhi meri jaan
Tuhi mera dil hai, tuhi meri jaan
Tuhi mera dil hai, tuhi meri jaan.

Kabhi to paas mere aao
Kabhi to nazarein mujhse milao
Kabhi to dil se dil ko milao O jaana.

Meri jaan palke yun na jhukana
Meri jaan mujhse door na jaana
Meri jaan mujhko bhul na jaana. O jaana.
Mujhe lauta de woh mera pyaar
Mujhe lauta de woh mera pyaar.

Komal Love Kailas

Main tera hi deewana hun
Teri baatein kabhi main bhul naa paau Main tera hi deewana
hun
Teri baatein kabhi main bhul naa paau
Tuhi mera dil hai, tuhi meri jaan
Tuhi mera dil hai, tuhi meri jaan.

O yaara kyu khafa ho mujhse
O yaara kyu juda ho mujhse
O yaara mera pyaar hai tujhse O jaana.
Tere bin dil laggi hai adhuri
Tere bin aashiqi hai adhuri

Mujhe milna hai tujhse zaroori O jaana.
Mujhe lauta de wo mera pyaar
Mujhe lauta de wo mera pyaar
Kabhi to paas mere aao
Kabhi to nazarein mujhse milao
Kabhi to dil se dil ko milao O jaana. Meri jaan palke yun na
jhukana
Meri jaan mujhse door na jaana
Meri jaan mujhko bhul na jaana. O jaana.
Tuhi mera dil hai, tuhi meri jaan
Tuhi mera dil hai, tuhi meri jaan.

O ho ho o. O ho ho o...